جن سے رفعت کلام کرتی ہے jin say raff,at kalaam karti hai
جن سے رفعت کلام کرتی ہے
جن کو عظمت سلام کرتی ہے
وہ جو اُس ایک کو کریں اقدم
اُن کی بابت نظام کرتی ہے
قوم جب اختیار کر جائے
اُن کو قدرت امام کرتی ہے
کچھ تو جاں ہار کر گزرتے ہیں
نسل ذلّت تمام کرتی ہے
اور پھر دیکھ کے شہیدوں کو
زندگی خود دوام کرتی ہے
ایک چھوٹی سی ہو اگر نیکی
دیکھ دوزخ حرام کرتی ہے
کر لے فرصت نماز کی اظہر
رب کی قربت مقام کرتی ہے
jin say raff,at kalaam karti hai
jin ko azmat salaam karti hai
woh jo us aik ko karain aqdam
un ki babat nizaam karti hai
qaum jub ikhtiyaar kar jayay
un ko qudret imaam karti hai
kuch to jaan haar kar guzartay hain
nasl zillat tamaam karti hai
aur phir dekh kay shaheedon ko
zindagi khud dawaam karti hai
aik choti si ho agar naiki
dekh dozakh haraam karti hai
kar lay fursat nimaz ki azhar
rub ki qudrat maqaam karti hai